questions
1.Kyan aap Hindi sikhti hai? - Main Hindi sikhti hun kyon ki Bharat me rahna chahti hun aur mere doston ke sath bolna chahti hun. Yeh bhi bahut sundar bhasha hai.
2. Voh kaun hai? - Voh meri acchi dost hai
3. Aap aaj kaha jaa rhi hain ? - Aaj main temple jaungi Punjab me.
4. Apko sab kyon pasand nahin hai? - Kyon ki yeh jaruri nahin hai.
5. Aaj kaunsa din hai? - Aaj ka din best hai.
6. aap ko mere saath kyon nhi bolna hai? - Main tumhare se thak gayi hun.
7. Aap kitni bhasha bolti hai? - Main 2 bhasha bolti hun, angrezi, roosi aur hindi sikhi hun.
8. Aap kyon tumhara camra saaf nahin karte hai? - Kyon ki main aalsi hun aur aaj kuch nahin karna chahti hun.