Search from various English teachers...
Russia flagVova
questions 1.Kyon aap Hindi sikhti hai? - Main Hindi sikhti hun kyon ki Bharat me rahna chahti hun aur mera doston ke sath bolna chahti hun. Yeh bhi bahut sundar bhasha hai. 2. Voh kaun hai? - Voh meri acchi dost hai 3. Aap kaha aaj jate hain ? - Aaj main temple me jaungi Punjab me. 4. Apko seb kyon pasand nahin hai? - Kyon ki yeh mazidar nahin hai. 5. Aaj kaunsa din hai? - Aaj ka din best hai. 6. Kyon aap mere sath bolna nahin hai? - Main tumhare se thak gayi hun. 7. Aap kitni bhasha bolti hai? - Main 2 bhasha bolti hun, angrezi, roosi aur hindi sikhi hun. 8. Aap kyon tumhara camra saaf nahin karte hai? - Kyon ki main aalsi hun aur aaj kuch nahin karna chahti hun.

Corrections · 3

1

questions

1.Kyan aap Hindi sikhti hai? - Main Hindi sikhti hun kyon ki Bharat me rahna chahti hun aur mere doston ke sath bolna chahti hun. Yeh bhi bahut sundar bhasha hai.
2. Voh kaun hai? - Voh meri acchi dost hai
3. Aap aaj kaha jaa rhi hain ? - Aaj main temple jaungi Punjab me.
4. Apko sab kyon pasand nahin hai? - Kyon ki yeh jaruri nahin hai.
5. Aaj kaunsa din hai? - Aaj ka din best hai.
6. aap ko mere saath kyon nhi bolna hai? - Main tumhare se thak gayi hun.
7. Aap kitni bhasha bolti hai? - Main 2 bhasha bolti hun, angrezi, roosi aur hindi sikhi hun.
8. Aap kyon tumhara camra saaf nahin karte hai? - Kyon ki main aalsi hun aur aaj kuch nahin karna chahti hun.
1

questions

1.Aap Hindi kyon sikhti hai? - Main Hindi sikhti hun kyon ki Main Bharat me rahna chahti hun aur apne doston ke sath bolna chahti hun. Yeh bhi bahut sundar bhasha hai.
2. Voh kaun hai? - Voh meri acchi dost hai
3. Aaj aap kahan jaayengi ? - Aaj main Punjab me mandir me jaaungi. 
4. Apko seb pasand kyon nahin hai? - Kyon ki yeh mazidar nahin hote hain
5. Aaj kaisa din hai? - Aaj ka din best hai.
6. Aap mere sath kyon nahin bolna chahti hai? -Kyon ki Main tumse baat karke thak gayi hun.
7. Aap kitni bhashaye bolti hai? - Main 2 bhashaye bolti hun, angrezi, roosi aur abhi hindi sikh rahi hun.
8. Aap apna camera kyon nahin saaf karti hai? - Kyon ki main aalsi hun aur aaj kuch nahin karna chahti hun.

P.S. In the 5th sentence, as the answer is 'Today's day is the best' therefore we will use 'kaisa' which means 'how' instead of kaunsa(which means 'which') because the answer describes the day and doesn't tell which day it is. 

1

questions

1.Kyon aap Hindi sikhti hai? - Main Hindi sikhti hun kyon ki Bharat me rahna chahti hun aur mera doston ke sath bolna chahti hun. Yeh bhi bahut sundar bhasha hai.
2. Voh kaun hai? - Voh meri acchi dost hai
3. Aap kaha aaj jate hain/ho ? - Aaj main temple/mandir me jaungi Punjab me.
4. Apko seb kyon pasand nahin hai? - Kyon ki yeh mazedar nahin hai.
5. Aaj kaunsa din hai/aj kesa din hai? - Aaj ka din best hai/aaj ka din accha hai.
6. Kyon aap mere sath bolna nahin chahate? - Main tumhare se thak gayi hun.
7. Aap kitni bhasha bolti hai? - Main 2 bhasha bolti hun, angrezi, roosi aur hindi sikhi hun.
8. Aap kyon apna  camra saaf nahin karte hai? - Kyon ki main aaisi hun aur aaj kuch nahin karna chahti hun.

Want to progress faster?

Join this learning community and try out free exercises!

Don’t miss out on the opportunity to learn a language from the comfort of your own home. Browse our selection of experienced language tutors and enroll in your first lesson now!

Start Learning Today