Main kya karoo?
Main acha mahsoos nahi karti wahan kuch ghalat hai mujhe sirf itna maaloom nahi hai.. woh kya hai :/ mian kya karoon ?? :(
Walikum Aslam.....
pakistan mai bachey kis tarha se kheltey hain?
cricket
bedminton
pakistan kay schools mai kun se mazameen perhay jatey hain?
japan mai music bhi parhtey hain.aur swming bhi ..
First notebook entry: Introducing myself
salam aleikum, mera naam sarah hai. main urdu sikhna chahte hun kyonki mera shauhar pakistani hai.