Hi malini, 1) main apni taraf se acha karne ki koshish karungi. 2) main tumhe pasand karti hun, tum bahut ache ho. 3) Mujhe yeh nahi chahiye. 4)mujhe pareshan mat karo. 5)main apki kis tarah se madad kar sakti hun.6) Ham baghayashali hain 7)tum mere bahut ache dost ho. 8) kirpiya us admi ko kahiye ki vah mera picha na kare . 9) mujhe bhulna mat. 10) mujhe yad nahi. 11) main tumhe kabhi nahi bhulungi. 12) kirpiya mujhe maaf kar do. 13) main tumhe kabhi maaf nahi kar skati. 14) Tum kaisa mahsus karte ho is bare main. 15) vah shadi bahut hi majedar thi maine us shadi main bahut anand uthaya. 16) kya ap meri madad kar sakte hain. 17) main tumse zayada bat nahi karna chahati. 18) main vastav main tumhari sahayta ke liye prasansa karti hun. 19) kya pareshani hai. 20) samasya ka samadhan ho chuka hai ab sab thik hai.