pehli baar notebook me likh rahi hu :)
namaste sab log ko. mera asla naam Elena hai aur main rus se hun. Abhi rus ke dakshin me meri maam ke saath chhuttiyan bita rhi hun. kuch bhi nahin karti hu yahan.koi dost nahin hai yahan kyunki ye ek naya sthan hai mere liye. Waise kyrgyzstan me main studies kar rhi hun.
mera sabse bara shauk videshi bhashaen sikhne ka hai. Main english ke alava french aur spanish bol sakti hu, bari mushkilen ke bina. Lekin hindi nahin bol sakti hun, yun kashish karti hua hun.
is raat ko mujhe insomnia ho rha hai.. Aur ab ek bollywood movie dekhungi, Dil to pagal hai. english subtitles ke saath :D are baad me ! ayr net speed bhi dekhne de rha hai)))