trying to write in hindi
Namaste
mera naam jenni hai aur mai solah saal ki hun ,mai America mein rehti hun mai Mexican hun aur mai agrezzi aur Spanish bolte hai , abhie mai hindi Sikh rahi hun , kyou ? kyou ki mujhe hindi basha achee lagti hai aur mai bhi Hindustan ka culture bahut pasand hai , mere liye hindi thodi thodi muskil hai , magar mai hindi sikhna bahut pasand hai , shayaad mai dol saal mein Hindustan jaa sakte hai aur kripya bataiye agar meri sentences galat hai ya sahi .
mai janti hun , mai ek din hindi achee bolungee ... shukriya aapke time ke liye .